Sep 11, 2014

Dard Bhari Sad Shayaris Yadon Ke Sath

0



Yadon ke sath jeene mai kya maja hai
Khyalo mai pyar kiya to kya kiya
Her lamha tanha saa hai
Hamsafar hi sath Na ho to Safar ka kya maza




Koi gila nahi koi sikwa Na rahe aap se
Yeh aarjon hai ke silsila rahe aap se
Bas is bat ki Bari ummed hai aapse
Kahfa Na hona gar ham khfa rage aap se




Najro se jab najar ka taqrar hota hai
Her morh pay Kisi ka intezaar hota hai
Dil rota hai zakahm haste hai
Shayad isi ka naam pyar hota hai




Dil hi Dil mai ham unhe pyar karte hai
Chup chup ke unki mohabbat ka intezar karte hai
Jin rahon pay unka chalna mumkin nahi
UN rahon pay ham unka intezaar karte hai




Pyar maim mout se darta kon hai
Pyar ho jata hai karta koun hai
Aap jaisa yaar dunya pay qurban
Or aap jaisa yaar milta kha hai




Kisi morh pay ham aapko khone nahi denge
Juda hona chao to bhi nahi hone denge
*Chandi raton mai aayegi yad meri
Meri yad ke who pal aapko sone nahi denge




Related Posts:

  • Khushii Ka Daur Whatsapp Shayari  Khushii Ka Daur Whatsapp Shayari Shayad khushii ka daur bhi aa jaaye ek din Faraz, Gham bhi to mil gaye thay tamanna kiye baghair ...!    Khushii Ka Daur Whatsapp Shayari … Read More
  • Pyar Me dhoka Shayari In Hindi Zindagi Mein Ek Pal Bhi Sukoon na Paya,Duniya ki is Bhid Mein Khud ko Tanha na Paya,Ter Diye Zhakmo ko Pyar Samjhate Rahe, Tere Isi Bhulave ke Piche aur Kisi se Dil na lagaya. Zindagi Kuch Bhi Nahin Phir Bhi… Read More
  • Dubtay Hue Suraj Ko Faraz Hindi Shayari Dubtay Hue Suraj Ko Faraz Hindi Shayari Woh rooz dekhtey hai dubtay hua suraj ko Faraz, Kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota ...!    Dubtay Hue Suraj Ko Faraz Hindi Shayari … Read More
  • Gam Ki Vo Sham Shayari Ghamon se ulajh kar muskurana meri fitrat hai,Mujhe nakamiyon per asshk bahana nahi ata.. Agar woh pooch lein hum se, tumhe kis baat ka gham hai,To phir kis baat ka gham hai, agar woh pooch lein hum se.. … Read More
  • Yaado Ye Aansu Hindi Shayari Rishtey khoon ke nahi hote,Rishtey ehsas ke hote hai,Agar ehsas ho to ajnabi bhi apne,Agar ehsas na ho to apne bhi ajnabi hote hai … Read More

0 comments:

Post a Comment