Sep 25, 2014

Kahani 1 Parinde Ki | Hindi Shayari

0


Ujadi huyi duniya ko tu aabaad na kar,
Beete huye lamho ko tu yaad naa kar,
Ek qaid parinde ne yeh kaha humse,
Main bhul chuka hu udna muje azaad na kr.

0 comments:

Post a Comment